New Tech Advice - Technology ki Pury Jankary Hindi me

Technology ki Pury Jankary Hindi me

Top 50 Technology Facts In Hindi, jo aap ne kabhi nahi sune ya padhe honge, हैरान कर देने वाले तथ्य

Top 50 Technology Fact In Hindi 


Hello Dosto, Maine bahut searching karke technology ke bare me kuch anokhe aur interesting fact prapt kiye hai , mai un facts ab aap ke sath is post ke jariye share karne ja raha hu. aur ummed karta hu ye fact future me technology word me aap ke kaam jaroor ayege. Is Facts me Computer, Mobile, Video games, Social networking , Internet & E-mail ke bare me batayege. Top 50 Technology Facts In Hndi

1 To 10 Technology Facts

1- Dealy Computer Chalane Wala aadmi 1 menute me 7 baar 
palke chapakta hai, jab ki normal aadmi 1 menute me 20 baar palkon ko chapakta hai.

2- Microsot ke Founder Billgets college ke bahar nikal diye gaye the. (Drop Out From College)

3- Billgets ke ghar ki Desighn ek Macontosh Computer dwara ki gayi thi.

4- Sabse pahle Apple Logo ki khoj  sir isaac newton ne ki thi, jab wah ek tree ke niche baidhe the aur unke sirpar ek apple gira tha.

5- Google ke California headquarter me ugayi gayi ghass ko kisi machine se nahi kaatte hai bulki us khass ko got se charai jati hai.

6-  "Robot" Word czech word 'Robota' se banaya gya hai, jiska matlab hai jabardasti karwaya gya kaam ya majdoor

7- Red panda jo mukhya roop se himalaya aur South-west china ka niwasi hai, Firefox browser ke logo me jo aap dekhte hai haqiqat me wo ek fox nahi bulki red panda hai jise firefox bhi kahte hai , isi liye browser ka naam firefox rakha gya hai.

8-  Sabse pahla VCR jo 1956 me banaya gya tha, wo ek Piyano ke Akar ka tha.

9- Amazon Company ki suruat iske founder Jeff Bezos ne       
printed books online sale karne ke liye ki thi.

10- ebay par har secund 680$ ki salling hoti hai.

11 To 21 Technology Facts 

11- ek Average working days me ek typist ki ungliya 12.6
miles yani ki 12.27 Km ka safar tay karti hai.

12- Sabse pahli alarm watch only 4 am par hi bajti thi

13- 30th November ko computer security day manaya jata hai

14- World me sabse pahla camera 1888 me bana tha jise 
George Eastman ne banay tha aur iska naam 'kodak' rakha tha.

15- Electric Chair ka avishkar ek dentist ' alfred southwick ' ne kiya tha .

16-  china ne skyp par ban lagaya hua hai

17-  PNG File Format ke creator chahte the ki ise ' ping '  ke form me bulaya jaye

18- Pure world me telivison ki suruat 1920 ke dasak me hui
thi 

19- Telivison ko 50 lakh logo tak pahuchne me 13 year ka time laga 

20- ipod ko 50 lakh logo tak pahuchne me only 3 year ka hi time laga

Computer Facts In Hindi

21- 1822 me Charles Babbage ne sabse pahla Computer Banaya tha, Inhe "father of the computer" kaha jata hai

22- Douglas Engelbart ne sabse pahle 1960 lakdhi ka
computer mause banaya tha

23- Christopher Latham Sholes ne sabse pahle QWERTY keyboard banya tha  

24- Linux me most popular version ubantu hai, word 'ubantu' ek afriki work ' mai tumhari wajah se hu' se aata hai

25- normaly ek aadmi ek screen ko (Mobile, Computer) ek pepar ke mukable 10% adhik speed se padhta hai

26- 'Macintosh' word ek apple jiska naam 'macintosh' se liya gaya hai

27- The Apple Lisa ek Graphiocal user interface (GUI) aur mause ke sath pahla Individual Comarcial Computer tha

28- The Apple Lisa ko 19 january 1983 ko Released kiya gya tha

29- Apple 2 ko jab launch kiya gya tha tab isme only 5 Mb Hard drive di gayi thi

30- 1024 MB (Megabyte 1 GB (Gigabyte ) ke barabar hota hai

31- 1024 GB (Gigabyte) 1 TB (Terabyte )ke barabar hota hai

32- 1024 TB (Terabyte ) 1 Petabyte ke brabar hota hai

33- 1 Petabyte me hum 13.3 year ke barabar HD Video Record kar sakte hai 

34- 86% log USB ko ulta pakadhkar lagane ki kossis karte hai

Internet & Email Facts

35- Word Wide Web (WWW) word ko 1989 me sir Tim Berners-Lee banaya tha

36- pure world me sabse pahla email 19 october 1969 me computer to computer ARPANET par bheja gya tha

37- 2004 me email ne pahli baar @ ko  apne symbol ke roop me use kiya tha

38- sabsa pahla domain name www.symbolics.com 15 march 1985 ko ragister karwaya gya tha

39- Anti-abuse working Group ke according 2010 tak 88 se 92 % bheje gaye email spam email the 

40- yah anuman lagaya jata hai ki spaimmer ko 12 email bhejne par 1 reply milta hai.

41- spaim Email bhejne ke liye 2005 me pahli baar Anthony Gerico ko arrest kiya gya tha 

42- Marc Andreessen ne 1994 me " Netscape navigator " lounch kiya tha, us time 90% log isi browser se Internet use karte the

43- sabhi sabdo ke combination aaa.com se  zzz.com tak pahle hi ragistration kar liye the 

44- 14 sep 1995 tak domain name ragistor karwana free tha 

45- sabse pahla internet sarvice provider (ISP ) company ka naam compuserve tha 

46- Google me every month 35 arab se bhi jyada search hote hai

47- Every Day lagbhag 60 arab Email bheje jate hai , jisme 90 % Spaim Email hote hai

48- 97% log google par isliye galat typr karte hai q ki wah dekhna chahte hai ki google spelling sahi karta hai ki nahi

49- Pahli baar banner advertize 1994 me use kiya gya tha

50- 1999 me paypal ko world ke 10 sabse kharab Business me chuna gya tha

Ye Bhi Padhe :- 

What Is The Internet ? How Does the Internet work ? इंटरनेट कैसे काम करता है

What is malware? Malicious Software In Hindi

Best 6 Smartphones Under 21,000 in 2018


No comments:

Post a Comment