New Tech Advice - Technology ki Pury Jankary Hindi me

Technology ki Pury Jankary Hindi me

Top 5 Electric Energy Saving Tips in Hindi

Top 5 Electric Energy Saving Tips in Hindi

Hello Friends, aaj ki is post me mai aap logo ko  Electric Energy saving tips dene ja raha hu. Electricity save karne ka sabse bada fayda ye hai ki apka monthly electric bill kam ayega. hamane kafi research karke aap logo ke liye 5 Electric bachane ke tips collect kiye hai...



Top 5 Electric Energy Saving Tips in Hindi :-

  1. Sabse pahla tips to yahi hai ki agar apko jarurat nahi hai to switch ko off kar de. 
  2. aajkal market me Energy efficient Led bulb availble hai 
  3. to apne house ki old CFL lights ko unase replace karde. isase apko bright light milegi aur lagbhag 40-50 % Tak bijali ki bachat ho jayegi. 
  4. agar aap koi naya Electric appliances buy karne ki soch rahe hai to 5 star Rating wala hi le. 5 star rating wale product bahut kam bijali consume karte hai.
  5. apne ghar me lage purane electric appliances ko sale karke naye 5 star rating wale appliances ke sath replace kar de. isase apke pass appliances bhi naye aa jayenge aur apki bijali bhi bachane lagegi. ha isame apka kharcha to hoga but apko fayda bhi hoga.
  6. agar apke ghar me refrigerator hai to aap refrigerator ko aisi jagah par rakhe jaha pahle se hi cool ho isase apka refrigerator kam bijali consume karega.
Friends mujhe ummeed hai apko
ye 5 bijali bachane ke Tarike 
pasand aaye honge.agar aap in 
sabhi tariko ko use karte ho to 
apko kafi fayda hoga. aur i hope 
apko meri ye post pasand aayi 
hogi. isi tarah ki aur jankari pane 
ke liye aap hamare blogg 
www.newtechadvice.blogspot.com 
par visit karte rahiye.......  Thanks

No comments:

Post a Comment