New Tech Advice - Technology ki Pury Jankary Hindi me

Technology ki Pury Jankary Hindi me

Google AdSense pin verification kaise kare 2020 | How to Verify Address in AdSense Acount In Hindi

Google Adsense Pin Verification kaise kare 2020 | Adsense में पिन verification कैसे करते हैं 

Adsense account me Address pin verification kaise kare. Online money income karne ke liye Blogging karna sabse better tarika mana jata hai. jisse asani se paise kamaya jata hai. Jab ham blogging karte hai or hamare blog par visitor aane lagte hai to uske bad ham google par adsense account ke liye apply karte hai.

Or jab adsense account approve hojata hai to paise earn karne ke liye hame jarurat hoti hai adsense ads ko blog par lagane ki oar jab hamara income $10 + hojata hai to google adsense ke traf se address verification karne ke liye hamare home address par PIN code aata hai.

Jisse adsense account me pin code dalkar address ko verify kiya jata hai. Is article me mai aapko batane jaraha hun ke adsense par address (PIN) verify kaise karte hai pure details ke sath Hindi me.

Adsense Par Address (PIN) Verify Kaise Karte Hai?

Jab aapke adsense account me 10$ earning ho jata hai to google aapke diye gaye address par pin code send karta hai. Ye pin code ek post card me hota hai jo apke address ko verify karne ke liye apke address hoe address pe atata hai.
Iss pin code ko address par pahuchne me kam se kam 2-3 week 20-25 din lag sakte hai. ye apke location pe depend karta hai India me bhaut se logo ko pin code receive karne me problem hoti hai.ye problem location ke vajah se hoti hai. kyu ki bhaut se jagah pe India me postal address sahi nahi hone ki wajah se aisi samasya ati hai.
Jab hamare postal address par PIN code aaata hai to isko verify karna bahut hi asan hai bas aapko pin code dal kar account verify kar lena hai.
Jab AdSense par humari income $10 se jyada ho jati hai to AdSense ke homepage par ek message show hota hai. “Your Payments are currently on hold because you have not verified your address.”
Jab is tarh ka message aapke account me show hone lage to Iska matlab hai ke google ne aapke postal address par ek letter post send kiya hai jisme address verify karne ke liye PIN code hai. Aapke postal address par 25-30 days me vo post aapko receive hojayega pin receive hone ke bad ab aapko vo pin code dal kar address verify kar lena hai.
To chalye dosto ab ham jante hai ke PIN code dal kar address verification kaise kiya ye karna bilkul asan hai.
Sabse pahle aap Apne Google adsense account me login Kare.

Log

in karne ke bad home page me Notification show horaha hoga, jisme likha hua hoga (Your Payments are currently on hold because you have not verified your address) ab aapko chahe to right site me top par notification icon par click karke ACTION par click kare ya fir right me ACTION button par click kare.
Login karne ke bad home page me Notification show horaha hoga, jisme likha hua hoga (Your Payments are currently on hold because you have not verified your address) ab aapko chahe to right site me top par notification icon par click karke ACTION par click kare ya fir right me ACTION button par click kare.

Action par click karte hi aap verify address section me pahunch jayenge yaha aap Enter your PINke niche most recent IN was generated me aap date dekh sakte hai ke kab send kiya gaya hai.

PIN was sent to me apna postal address dekh sakte hai jis par google ki taraf se PIN code bheja gaya hai.

Ab aapko receive kiye hue Google letter ko khole or usme Your PIN me jo code hai usse Enter your PIN me dal kar Submit PIN par click kare.

Congratulation dosto aapne bilkul asani se apna address verify kar liya hai. ab aapko apna bank account details submit karna hai jis par aap earn kiya hue money receive hoga

और ज्यादा जानकारी के लिए आप निचे दिया गया वीडियो देख सकते हैं :-

No comments:

Post a Comment