How To Open online Digital seving bank Account in Sbi ? SBI का Savings Bank Account Online कैसे बनायें ?
SBI (State Bank Of India) or Bhartiye State Bank, Customer aor sakha ke hisab se bharat ka sabse batha bank hai, iski sakhaye lagbhag bharat ke her ek gao, kasbo, sahro me maujood hai .ye bank pure bharat me faila hua hai.
India me dusre banko ki tulna me SBI ke sabse jya consumer
Hai. Satet bank of india, bharat me sabse jyada facilities ek hi account pardan karti hai.Dusre banko ki tulna me eske online banking me bhi jyada suwidhaye milti hai.
SBI Ka Digital Saving Bank Acount Online Open Karne ke kiya fayde hai ?

- Time ki bachat agar aap online account open karte hai to aap ko Bank me nahi jana padhega isse aap ka time bachega
- aapka account ek se do din me open hojayega
- isme aap ke account se judhi details me galtiyan nahi hogi q ki account ki sabhi detaild aap khud hu online fill up karege
SBI Ka Digital Seving Bnak Account Open Karne Ke Liye Lagne Wale Dacuments :-
- Aadhar card
- Pan Card
SBI Me Digitel Saving Bank Account kaise Online Kaise Open Kare (Step By Step ) ?
SBI ka seving bank account online open karna bahut hi aasna hai . ab aap sirf apne aadhar card aor pan card ki madad se sbi me saving bank account online open karsakte

jyada jankari ke liye niche diye gaye step ko follow kare ....
Step #1 :- Sabse pahle apne browser me State Bank Of India ki Official Website https://www.onlinesbi.com/ ko open kare.
Step #2 :- Ab Aap ke Samne SBI Ki Website Ka Home Page
open Hojayga . ab aap ko menu baar me jakar aaply SB Account par click karna hai aor uske ander for resident individuals par click karke Digital Seving Account (Regular SB Account ) ko select karna hai .
Step #3 :- Next page me aap ke samne Account openning ka form ajaye ga. isme sabse pahle apna Email-id phir niche apna mobile Number dalkar submit button click karna hai.
Step #4 :-
Step #5 :- ab aap ke mobile par Sbi ki taraf se ek otp (one time password ) bheja gya hai , aap ko ye password enter otp ki jagah par enter karke submit button par click karna hai.
Step #6 :- ab aapke samne Please Create Your application password ka page open hojayega , isme aapko apne liye ek password choss karna hai . create application password me aap ki pasand ka password dale is password me kamse kam 8 charectar hone chahiye ek capital letarr kuch small letar kuch number aor ek special charector (#@&*!) hona chahiye . niche re-enter password me aap ka paasword wapas dale
uske baad niche kuch security question diye hua hai inme se ek select karke uska answer niche type kare .
Step #7 :-
Ab aapke samne ye page open hoga isme yes par click karke
phir niche next par click kare
Step #8 :- uske baad aap ke samne Aadhar card details ka page open hojayega , isme aap ko apne aadhar card ka number dalna hai uske baad phir niche submit button par click karna hai.
Step #9 :- Uske baad aapke samne Personal Details ka page open ho jayega . Isme aap ko apni personal details fill-up karni hai.
Aadhar number :- pahle se select rahega
Title select :- mr/mrs/... me se apna title selext kare
Name :- apna pura naam type kare
Gender :- Male/Female/Transgender me se apna gender select kare
Date of birth:- me apni janam tarikh type kare
City/place of birth :- aap ka janam kaha hua tha dale
Country of birth :- me India Dale
Citizenship :- Indian (select kare)
Nationality :- India (type kare )
Uske baad Next Button par click karde
Step #10 :-
Enter Pan - isme apna Pan Number dale uske baad submit button par click kar de.
Step #11 :-
I Aggre to the above par click karke Next par click Karde
Step #12 :-
Upload Photo :- Yaha upload par clik karke apna ek passport size photo upload kare.

Step #13 :-
Ab aap ke samne Additional Details ka page open hojayega isme aap ko apni details fill-up karni hai... isme ek taraf father ki details di hai dusri taraf mother ki aap ko in me se kisi ek ki details fill karni hai ....
Title :- isme aapke father ka title select kare
First Name :- Isme aapke Father ka naam dale
last Name :- Isme last Name dale
Meritale Statuse: Isme apna Meritale statuse select kare
agar aap ki saadi hui hai to marred or single
Spouse Name :- Agar saadi hui hai to apni wife ka naam dale
Occupation :- aap kiya kaam karte hai o select kare iske baad Next button par click karde.
Step #14 :-
Ab Aap ke Samne next page open hojayega isme aap ko apni Anual Income Select karni hai ,uske niche Education diya hua hai . isme aap kitna padhe likhe hai o select karlijiye .uske niche Religion diya hai ,isme aap apna religion select kariye . iske baad next par click kariye .
Step #15
Nominee Details :- Isme aap jisko Nominee rakhna chahte hai uski details fill-up kar dijiye ...........
Name :- Nominee ka naam dale
Date of Birth :- Nominee ka DOB Dale
Reletionshiop :- aapse kiya relation hai o dale
Same as per applicant address :- agar aap ka aor nominee ka address same hai to is par click karde
Address Line 1 :- Isme apna address type kare
Pin code :- isme area ka Pin code dale
City :- Isme apni city dale
State :- Isme apna State Select kare
Uske baad Next par click karde.
Step #16
Select Your Home Branch :- Isme aap ko apni home branch select karni hai ,yaha par do option diye hai pahla ...
1 . Search By GPS :- Isme aap GPS ki Sahayta se Apne Area ke sabhi sbi branch ko search karke unme se apna home branch choos kar sakte hai
2. Enter Locality Area :- Isme Aap apne area ka naam dalkar sbi barnch search kar sakte hai
(A)
(b)
Step #17
Term & Conditions :- Isme Sbi ki Term & Condition di hui hai aap isko padh le uske baad niche "I have Read & Aggre to the term & Conditions " ke uper click karde uske baad next par click kare .
Step #18
Information On Other Product And Offerings:- Isme Sbi ke Product ki information hai aap ise padh le uske baad " I hereby give by consent to ricive such information " ke uper click kar de uske baad next button par click kare
Step #19
Ab aapke samne ek top up window open hogi is ok par click karde.
Ab aap ke mobile par ek otp ayega use yaha par fill up karde
Step #20
Debit Card Details :- Isme aap ko aap ke Debit card ki details dikhaye ga .... aap pury details dhyan se check karle uske baad next par click karde.
Step #21
Just a Step More :- ab aap ke samne ye page open hoga is me ek refrence number show karega aap ko isko note kar lena hai uske baad phir aap ke sbi ke branch me jana hai aor ye code dekar aap ke biometric verify kar lena hai . iske baad aap ka account open hojayega
Dosto is trah se aap SBI me apna seving bank account open kar sakte hai .Agar abhi bhi aap ko Account open karne me koi problem arahi hai to aap niche diya gya video dekh sakte hai .Ummed karta hu aap ko ye jankari pasand ayi hogi
Ummed karta hu aap ko ye jankari pasand ayi hogi .
Thanks for watching.

Nice post
ReplyDeleteThank you so much for sharing all this wonderful info with the how-to's!!!! It is so appreciated!!!You can find out more on Online Banking App
ReplyDelete